- ingredience
- raho machli 700 gm
- spinich 300gm
- green onion 100 gm
- coconut milk 1 cup
- oil 5,6 tea spoon
- paper pouder 1 tea spoon
- salt according to tast
- garlic 3 joa
- turmarick 1 inch ka tukra
- green mirch 3,4
- hara dhaniya 5,6 tea spoon
machli ka mun alag kar dain aur is ki dum kat dain,machli ki side main ak bara chira laga dainaur machli koachi arhan saf kar lain taz dhar chako lain aur tamam machli par chabotay jain lakin yeh khayal rahay k machli salam rahayaur is ki shakal bigarnay na paye gareen paste banane k liye lahsan,adrak,hari mirch ,hara dhaniya,kuta huya griend kar k maliempast bana lain,is past,aur namak ko hob achi tarhan machlipar ragar dain aur isay kam az kam 1 ghantay k liye alag rakh dain green onion aur spinich ko kat lain marinate ki hui machli ko grill ya owen main grill kar lain (15,20 min) ya machli k pakny tak is main waktan fa waktan oil shamil karti jain ak pan main coconut milk garam karain aur is main spinich aur green onion k katy huye tukray dal dain according to tast salt aur paper powdermila dain aur darmiyani anch par lag bag 5 min tak pakain jab grave ready ho ay tu phir isay grill karda machi par undail dain aur garma garam pash karain griled machli palak k sath tayar hai.