inredience
- Rice flour 6 tbsp
- Milk 2 cup
- Brown sugar 1/2 cup
- rose sap 2 tsp
- Almonds 2 rsp
- silver fiol,chandi ka wark 1 adad
- Adha cup milk main chawal ka ata dal kar is ka mixture bana lain
- Ak souce pan main baki bache huwe milk main shakar shamil kar ke isay taz anch par boil karain
- is k bad darmiyani anch kar ke is main thanday doty main shamil kiya huwa chawal ke ate wala mixture dalain aur masalsal chamach halate jain take doth main guthliyan na banain
- milk k thick ho janay k badisay cholay se utar kar chamach chalaty huye thanda kar lain take mixture k uper layes na jame,arak-e-gulab shamil kar k mix karain
- surving boil main nikaliye aur fridge main rakh kar khob thanda kijeye
- Almonds,badam aur chandi ke warak se garnish kar ke serve karain,lijeye mazedar Firni tayar hain .